Back

Mangagun Tab

by Ali Azmat


Mangunan.... Chords by Ali azmat


Artist: Ali Azmat
Album: Social Circus
Song: Mangunan





                       
Ya gagun gagun rang saray

                   
Ya jaltay bujhtay sitaray

                  
duri main duub kinaray

                 
An dekhay jahan yasaray


                                        
Main tu na jaoon manzil hai ya ye khud ka nishan hai


                       
Ya gagun gagun rang saray

                   
Ya jaltay bujhtay sitaray

                  
duri main duub kinaray

                 
An dekhay jahan yasaray

                                 
Aie na pouchay chehray hain ya ye perchain

                                  
Hai kia tu bata   ...   ya zameen assma

                                   
Her makan la makan ...  Her nishan be nishan

                                   
Her khaber sab yahan... Tu kahan main kahan

                              
Kho gaya chand bhi ...  Kho ghai khakshan   

                    
Ya dhundli se tasverian   

                    
Ya mitee huwe thererain

                       
Sab azail abat ki lakirain

                   
Hain ulghi huie zanjerain

                                 
Aie na pouchay chehray hain ya ye perchain


                                  
Hai kia tu bata   ...   ya zameen assma

                                   
Her makan la makan ...  Her nishan be nishan

                                  
Her khaber sab yahan... Tu kahan main kahan

                              
Kho gaya chand bhi ...  Kho ghai khakshan