Intro: Yaad hai woh sari, woh sari baatein Raato Mein Din The, Din Thi Raatein Toh Kya, phir yeh jeevan aisa na tha Jaisa Humein Socha toh kya, yeh bandhan aisa tha kya jo kabhi toot na saka woh baatein baaki thi wohmuskurahat tumhari thi woh chahat bhara ehsaas labon pe baatein hamari thi -------------- 2nd Paragraph --------------- anjane raston pe, jab hum saath the doston ke sang bhi, apane khwaab the toh kya, yeh jeevan aaisa na tha jaisa hamne socha toh kya, yeh bandhan aisa tha kya jo kabhi toot na saka woh baatein baaki thi wohmuskurahat tumhari thi woh chahat bhara ehsaas labon pe baatein hamari thi woh muskurahat woh chahat labonpe baatein hamari thi toh kya yeh jeevan aaisa na tha jaisa hamne socha toh kya yeh bandhan aisa tha kya jo kabhi toot na saka HOpe you like it =D =D