Back

Jaane Jaan Tab

by Kishore Kumar


Chords Assigned By Vishwam Aggarwal.

                          
(Jaane jaan dhoondta phir raha
                                  
Hoon tumhe raat din main yahan se vahan) - 2
                             
Mujhko aawaaz do, chup gaye ho sanam
        
Tum kahan
        
Main yahan
        
Tum kahan
        
Main yahan
                        
Jaane jaan dhoondta phir raha
                                 
Hoon tumhe raat din main yahan se vahan
                           
(O mere hamsafar, pyaar ki raah par
                        
Saath chale hum agar kya khabar) - 2

(Aah, aah, aah, aah)
                             
Raaste mein kahin reh gaye hamnasheen
       
Tum kahan
       
Main yahan
       
Tum kahan
       
Main yahan
(Rest Of The Song Is Same)
Jaane jaan dhoondti phir rahi
Hoon tumhe raat din main yahan se vahan
Mujhko aawaaz do, chup gaye ho sanam
Tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Main yahan
(Dil machalne laga, yunhi dhalne laga
Rang bhara pyaar ka yeh sama) - 2
(Hey, hey, hey, ho)
Aaj aise mein bas chhodkar chal diye
Tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Main yahan
Jaane jaan dhoondta phir raha
Hoon tumhe raat din main yahan se vahan(Paas tum ho khade mere dil mein 
chhupe
Aur mujhe kuch pata na chala) - 2
(Aah, aah, aah, aah, aah)
Din mein dekha nahin, dekha saara jahan
Tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Main yahan
Jaane jaan dhoondta phir raha
Hoon tumhe raat din main yahan se vahan
Mujhko aawaaz do, chup gaye ho sanam
Tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Main yahan